XML Sitemap
So friends, Kitne aasani se aap ek blog me xml sitemap generate kar sakte ho or apne blog me add kar sakte ho. I hope aapko ye post helpful hua hoa hoga.
Sitemap kisi bhi website ya blog ke liye bahut hi jaruri hai kaunki ye search engines ko aapke blog ke pages ke bare me batata hai, ye bhi batata hai ki aapke blog me kaise content hai or kitne regularly vo update hote hai, is jankari se search engines ko madad milti hai aapke content ko search result me show karne ke liye.
Sitemap Ko
kaise Generate kare
So friends,
ab aap sitemap ke bare me bahut kuch jaan gye honge ki sitemap hamare blog ya
website ke liye kitna jaruri hai. To ab me aapko bataounga ki kaise ham ek
sitemap create kar sakte hai.
2. Is link ke upper click karne ke baad
aapko is prakar ka page open hoga. Than aapko URL ke pas apna website ka code
paste kar dena hai. Like: technicalvkay.blogspot.com than aapko Generate
sitemap par click kar dena hai.
3. Aapka sitemap generate ho gya hai.
Sitemap ko
Blogger me kaise add kare
1. Sabse pahle aapko www.blogger.com me log in karna hai. Login
karne ke baad aapko Setting me jana hai.
2. Setting me jane ke baad aapko Search
Preference me jana hai
3. Search preference me jaane ke baad
aapko Custome robot.txt me aage edit pe click kar dena hai. Ye wala button
disable rahta hai ese ham enable karenge jise hamare blog me sitemap add ho
jayega.
4. Enable custom robots.txt content?
than aapko is prakar se isse yes
kar dena hai
5. yes karne ke baad aapko ek
khali box show hoga aapne jo sitemap generate ki hai use yaan par paste kar
dena hai or isse save kar dena hai.
So friends, Kitne aasani se aap ek blog me xml sitemap generate kar sakte ho or apne blog me add kar sakte ho. I hope aapko ye post helpful hua hoa hoga.
THANK YOU
0 Comments