Aaj ek samay me kon nahi chahta hai ki me ye
kaam na karu sabhi chahte hai ki me bhi ye kaam karna chahta hun. Aaj ke samay
me bahut saare log hindi/english typing karte hai jinki typing 100 WPM above
hai. Or koi easy students hai jinhone abhi typing karna start bhi nahi kiya hai
ve pahle hi dar jate hai ki merese itni typing nahi ho sakte hai. Kaun nahi ho
sakti hai yrr aaj ke samay me sub kuch sambhav hai. Aap un 100 WPM se above ho
sakte ho but aapko practice karni padegi. So friends, is article me aapko
batane wala hun ki aap Hindi typing kaise kar sakte hai. Bhut saare students,
preshan hote hai ki yrr hindi typing kaise karte hai. Aaj ke time me kon nai
cheej sikhna nahi chahta sabhi sikhna chahte hai. Me bhi sikhan chahta hun aap
bhi sikhna chahte hai. To Jo me ye procedure aapko batane ja rha hun is
procedure se aap Hindi typing kar sakte ho. Online Ya Offline Vo aapko marji
hai. Aapko jahan acha lage aap vahan pe kar sakte ho. Niche Diye gye page ke
through aap hindi typing sikh sakte ho. Aapko in hindi word ko pahle yaad kar
lena hoga tabhi aap hindi typing kar sakte ho.Niche do page diya gya hai use
aap niche diye gye link se download kar sakte ho. or is page me jo word diye
gye hai ise aap Shift or without Shift ke sath hi use karna
hoga. Other Alt etc. se inka use nahi kiya jata hai.
Offline Hindi Typing :- Aapko
computer me Microsoft Word to hoga hi. Real si baat hai ki jiske paas computer
ya laptop, desktop etc. hai unke paas to Microsoft hota hi hai. Ager aapke pass
nahi hai to aap online Hindi typing kar sakte ho. Ager aapke pass Microsoft hai
to aap Offline Hindi typing Kar sakte ho. To uske liye sabse pahle aapko ye
Font download karna hoga. Niche diye gye link ke uper click karke aap ise
download kar sakte ho. Font Download Karne Ke Liye Yahan Click Kare. Font download
karne ke baad aap us font ko open kar le. phir aapke pass niche diye gye image
jaise ek page open hoga. Left top side me aapko install ka option dikhega us
par click kar le bas. Aapka font install ho gya. Ab aap apne Microsoft word me
jaker Vahan par font option me Kruti dev 010 font chun le or Typing karna start
kar le. Is prakar aap Offline Hindi Typing kar sakte ho.
Online
Hindi Typing :- Online typing test me aapko www.indiatyping.com website me jaker. Aap vahan pe
aapko bahut saare menu mil jate hai. Aap vahan se typing test choose kar le or
typing ke under aapko 2nd No. Wala Kruti dev/Hindi typing test Choose kar le or
next window me aapko niche diye gye image ki tarah aayega. Vhan pe aapko apna
name or kitne minute ka test lagana or word kitne rakhne hai. Choose kar le or
choose karne ke baad aapko Start typing Button pe click kar
lena hai is tarah se aap Hindi typing kar sakte ho.
Alt Code For Special Hindi Character.
Niche diye gye hindi code ko
aapko Alt button ke sath use karna hoga. Ager nahi kiya to ye kaam nahi
karenge. Aapko ager best hindi typing banana hai to aapko inhe bhi yaad rakhna
hoga. Isse aap best hindi typing kar payenge. In sabhi ko ager download karna
ho To aap is link par click karke Folder ko hi download kar sakte ho.Download karne ke liye yahan click kare. Click Here
Hindi Typing
Karne ke kuch Special Hindi Character. Inko yaad karke aap best hindi typing
kar sakte ho. I Hope aapko hamara ye Article acha laga hoga. Aapko hamara
article kaise laga Comment box me jarur bataye. Ager koi preshani aaye to hame
comment box me barur bataye.
THANKYOU
4 Comments
Wow yrr bahut badhia muja kurtidev sikhni ha ya mast ha
ReplyDeleteThank You Sikh lo Aasan hai jyada hard nahi hai
DeleteTrent kese llikhe Hindi me
ReplyDeleteIsme special code diye gye hai inki madad se aap likh sakte hai
ReplyDelete